Par sochetin hain kuch to hain ke hain hum aapke bich
Kuch aisa jo humara nahi lekin humara ho kar bhi aapka hain
Kuch to hain yahan jo kich lata hain humein baar baar yaahan,
Ek umeed hain jo dil mein hain kahi chuppi
Jise hum na keh sake lekin kehni ki hain ek khwaish
Kuch to hain yahan jo humein kich laaye aapke pass baar baar
Humri yaadein , kuch humari batein, aapshe hain judi
Aapko hi nahi pata lekin aapshe hain ye judi
Kya kahein ab, lekin kehnein ki aarjo rakhtein hain hum
Dil mekin hain kuch yadein kuch pyari kuch meethi aapshe hain judi
Humara hain sabkuch judaa aapshe lekin hum na jud paaye kabhi aapshe
Yahi khawaish hain humari ke who pal bhi aaye jab hum aapke ho jaaye.
Yahi khawaish hain humari ke who pal bhi aaye jab hum aapke ho jaaye
Aur yahi khwaish hum apne saath rakheinh is duniya se jaaye
Ya humara ho jaaye ek khwab pura
Haqiqut ban jaaye humara saath yaha…
Tumehin leke hum chalein jaaye is duinya se aage
Lekin who haath na chute humrara kabhi
Yahi duwa hain khuda se humari jsne ye pyar ko banaya..
Humein aapka aur aapko humara banaya.